Ke Sab Kuch Khudaka Hua Mustafa ka
#1
Ye Beitha Hai Sikka Tumhari A'ta ka
Kabhi Hath Uthne Na Paya Gadha ka
Yeh Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#2
Khuda Kar Na Hota Jo Tahte Mashiat
Khuda Banke Ke Ata Yeh Banda Khudaka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#3
Jo Banda Khudaka Woh Banda Tumhara
Jo Banda Tumhara Woh Banda Khudaka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#4
Mere Gaysuwo Wale Main Tere Sadke
Ke Sar Par Hujume Bala Ay Bala Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#5
Sahara Diya Jab Mere Na Khudane
Huwee Naw Sidhi Fira Rukh Hawa ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#6
Adab Se Liya Taz Shahi Ne Sarpar
Yeh Paya Hai Sarkar Ke Naksh Pa Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#7
Aza Keya Jaha Dekho Iman Walo
Pase Zikre Haq Jikr Hain Mustafa ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#8
Ke Pehle Zaban Hamd Se Pak Hole
To Phir Nam Le Woh Habibe Khuda Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#9
Khuda Mad hakha Hai Khuda Mad Hakha Hai
Mere Mustafa Ka Mere Mustafa Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
#10
Tere Nam Lekar Jo Mange Woh Paye
Tera Nam Lewa Hai Peyara Khuda Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda Ka
#11
Bhala Hain Hasan Ka Janabe Raza Se
Ilahi Bhala Ho Janabe Raza Ka
Ye Ikram Hai Mustafa Par Khuda ka
Writer:Mowlana Hasan Raza Khan (r.)-Bother Of Ala Hazrat(r.)

0 Comments